$BTC Bohat din ho gaye hain aur iss dauraan sirf nuqsan hi nuqsan bhar kartay dekhne ko mila hai, jo kay ek intahai nihayat hi frustating baat hai. Sari koshish aur mehnt kay bawajood na toh koi achi aur barhi baazi mere haq mein lagi hai aur na kisi tarah ka koi significant reward mujhe hasil ho paaya hai. Trading ki har mujhudaa surat-e-haal sirf aur sirf nuqsan ohar ka safina de rahi hai, aur aik lamha ke liye bhi koi behtari ki shakal nazar nahi aayi. zindagi bilkul asudagi aur asarriedgi ka mahsus hoti hai aur aksar lagta hai ke har taraf sirf mayaosi ka samaan hai.