$BTC Doston, crypto mein sabse badi galti kya hai pata hai? Dusron ko dekh kar bina soche samjhe kisi bhi coin mein paisa daal dena. 🚫
Maine jab shuru kiya tha, tab bina seekhe trade ki aur $33 ka loss kar baitha. Par ab main hamesha chart dekh kar aur 'Stop Loss' laga kar hi kaam karta hoon.
Aap log abhi kya kar rahe hain? Market thoda confusing hai, isliye jaldbazi mat karna.
Aapko kya lagta hai, agli badi move kis coin mein aayegi? Niche poll mein batayein! 👇
Long time investment 💰
67%
Rozana trading (Day trade)⚡
33%
Sirf sasti crypto (Memes)🎈
0%
3 votes • Vote fermé